LYRIC
[A]Zindagi Hai [Bm]dhuan to kya
[A]Bujh gayi har [Bm]subah to kya
[A]Rootha mujhse [Bm]khuda to kya
[A]Ho gaye hum [Bm]juda to kya
Faas[D]le they hazaaron darmi[A]yan,
Waqt [D]ke they hazaaron imte[A]haan
Fir bhi [D]ban ke ni[G]shaan,
[D]Tere honthon ke kisi kone mein Hansi ki tarah
main meh[A]fuz hoon
[D]Teri aankhon ke chipe dard mein Aansoo ki tarah
main meh[A]fuz hoon
main meh[G]fuz hoon
[A]Bewajah har [Bm]wajah to kya
[A]Begunahii hai [Bm]gunaah to kya
[A]Beasar hai [Bm]dua to kya
[A]Ho gaye hum [Bm]juda to kya
Raaz [D]gehre hazaron bepa[A]nah
Lafz [D]thehare hazaaron be[A]jubaan
[D]Fir bhi ban ke ni[A]shaan
[D]Tere honthon ke kisi kone mein Hansi ki tarah
main meh[A]fuz hoon
[D]Tere kesu ke mude pannon mein Yaadon ki tarah
main meh[A]fuz hoon
Meh[G]fuz hoon Teri [A]aankhon mein
Meh[G]fuz hoon Teri [A]yaadon mein
Meh[G]fuz hoon Teri [A]baaton mein
Meh[G]fuz hoon Tere [A]baalon mein
Meh[G]fuz hoon
Faas[D]le the hazaron darmi[A]yaan
Waqt [D]ki thi hazaron aandhi[A]yan
Fir [D]bhi ban ke ni[A]shaan
[D]Tere honthon ke kisi kone mein Hansi ke tarah
main meh[A]fuz hoon
[D]Tere kaandhe ke chipe til mein Vaadon ki tarah
main meh[A]fuz hoon
[D]Tere honthon ke kisi kone mein Hansi ke tarah
main meh[A]fuz hoon
[D]Teri aankhon ke chipe dard mein Aansoo ki tarah
main meh[A]fuz hoon
main meh[G]fuz hoon
No comments yet